Malwa k pathar par madhyapradesh ka shahhar Indore h...
Kal kal kartii nadhiya shipra ki shayak h
Ahilya ki y nagri Rajwada iski shan h...
Khan nadhi par isdhit lalabagh ka mahal h
Kach ka y mandir jain logo ki dharohar h
100 saal se pujit khajrana Ganesh mandir
Indore ki shan h
Malwa k pathar par madhyapradesh ka shahhar Indore h...
Siksha k shetra m unaat hota hamara sahar indore h .
IIM, IIT jaise sansthan Indore m isthapit h
Holkaro ka sikhshit grah Holkar science college h
Ahilya k nam par devi ahilya vishwavidhyalay h
Malwa k pathar par madhyapradesh ka shahhar Indore h...
Ujjain ka ansh ujjaini shipra or narmada ka sangam h
Sanan jaisa group Tarun manch jaise sansthan Indore k pass h
Rahe samaj karya m rahit hamara shahar Indore h
Malwa k pathar par madhyapradesh ka shahhar Indore h...