Rango Ka Bhed Bhav! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAA BBBB CAAA DDDD AEFG

Yeh Rangmanch par Rango ka bhed BhavA
Yeh Insaano mein kahan se aya aapsi tanavA
Kyun hai yeh Jaati aur Rango mein batane ka dabavA
Kyun hum na uthte isse upar aur badlein apna SwabhavA
-
Baat gya hai Insaan kahin hisso meinB
Ladh rha hai Rang ki jaang kahin kisso meinB
Kaun tey karta hai yeh Niyam rishto meinB
Bikhar rha hai sab kabse halki kishto meinB
-
Soch bani aisi hai Duniya mein kharabC
Kuch bolne se pehle sochta ab yun lekar theravA
Jaati Rang Bhed ka hum ke Dil par hai gehra ghavA
Badle yeh Sahi disha mein sabke liye andruni bhavA
-
Kahin Saal se chal rhi nafrat ki jung andar hi andarD
Kahin tutt rhe Babri Masjid aur kahin Ram MandirD
Yeh Samjhana abhi bahut zaruri varna ayega Khoon ka bhavandarD
Na Bachega Hindu na Muslim aur hoga bas tabhai ka samundarD
-
Umeed ki kiran liye ab khaade honge yeh yuvaA
Nikale bahar us nafrat se jiska bahut gehra yeh kunwaE
Saath khada hoga Insaan ab Insaniyat se saath mitaye Jung ka dhuaF
Yeh Ram bhi yahin Yeh Allah bhi Mandir bhi Masjid bhi aisa soche sab bas karo yeh duaG

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 11/17/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Rango Ka Bhed Bhav! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 19 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets