Haalat! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAA AABA AAAAAACACCA AABA DDDDDDB AAEAAFFFGAA AABA

HaalatA
Kyun kiski kaise badaalte yeh haalatA
Shikayat Takleefe Sawaal dete yeh haalatA
Kab Badlenge yeh haalatA
-
kaise hai yeh uske haalatA
Bante Bighadte yeh haalatA
Bas Mann mein hai yeh sawaalB
Musibaaton se dabbe hue yeh haalatA
-
Yeh haalat mein kya kya na kartiA
Ghar ja jakar logo ke ghar kam kartiA
Apna pet katkar apne aulad ke pet bhartiA
Apne bachon ki aankhon mein khushiyon ko tarastiA
Darti girti par Haalat se hi sambhaltiA
Sawaal tjhse kiski hai yeh galtiA
Yeh baat hai kal kiC
Haath tutte par phir bhi datt kar chaltiA
Umar thi kam hoslon se halkiC
dekh tv par ek show hassi jhalkiC
Sawaal yeh kis haalat mein vo paltiA
-
-
kaise hai yeh uske haalatA
Bante Bighadte yeh haalatA
Bas Mann mein hai yeh sawaalB
Musibaaton se dabbe hue yeh haalatA
-
Pehne hue yeh kapde puraneD
Sajhe hue sapne suhaneD
Na dokha na hi koi bahaneD
Duniya hai buri deti rehti usko tanneD
Mann se pyasi jazbaat ke mehkhaaneD
Tu hi bata kyunki tu jaaneD
Sawaal yeh hai bas ki kyun na tu usko sambhaleB
-
Paise hai kam Pyar hai bahut Nek iraadeA
Dil mein dard Aankhon mein vaadeA
Do roti uski do lawaz vo bhi sadheE
Dua hai mann se de de khushiyan ab uske khaateA
Karle uske bache bhi bachpan ki sharaatteA
Jhoom kar diwali holi par vo bhi naacheF
Musibat se haat paare Hassi ko saancheF
Unko bhi de rha jo insaan ki naam dhancheF
Chadne de unko bhi sukoon ke tangeG
Rihaa kar ab unko bhi is dard ke faandeA
Ae hai agar tu Maangta hun tjhse yeh bas ab waqt hai unko ghum se rihaa deA
-
kaise hai yeh uske haalatA
Bante Bighadte yeh haalatA
Bas Mann mein hai yeh sawaalB
Musibaaton se dabbe hue yeh haalatA

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 10/26/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Haalat! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 0 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets