Khuda Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AB CCB DCB DDCB EECECECFEB

Samjhna hai jise wo samajh jaaengeA
Dhuan uthta hai diya bhujne ke baadB
-
Taaseer hoti hai bahut kutch patton mainC
Taseer hoti hai bahut kutch patton mainC
Kutch dete hain jahar kutch ko zindagi dene ke baadB
-
Insaan zinda to hai Insaan zinda to haiD
Magar maut ki aagosh mainC
Khud ko zinda samaj maut aane ke baadB
-
Maut aati nahin Main tarasta rahaD
Maut aati nahin Main tarasta rahaD
Wo aae nahinC
Mere jaane ke baadB
-
Dhoondata raha main Khushiyan sare bazaarE
Dhoondata raha main khushiyan sare bazaarE
Khushiyan bikti dekhi maineC
Kilo ki chaarE
Log daud rahe the khushiyan khareedneC
Main daud raha tha Khuda ke darbarE
Khushi jo khareedi sab neC
Reete hue sab khali haathF
Mutthi band thi meriE
Khuda ko paane ke baadB

Yogesh V Nayyar
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 05/20/2020



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Khuda poem by Yogesh V Nayyar


 

Recent Interactions*

This poem was read 1 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets