Jeene Ka Haq Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAABACDAEAAFBAAABAA BGHAAA

Jarurat thi unko ek bete ki wrna maa baap ko apni har ek aulaad pyari thiA
Aulaad ka pet palne k liye usne apni khoon paseene ki kamai lgai thiA
Samaz m auraat ko saman ijazat ka dawa dene wale logo neA
Sahi mayno mein ladki ki awaaz dabai thiA
Kehne ko to raatano mein se ek raatan putr hota hB
Fr kyun sarkar ne sirf beti bachao beti pdhao yojna bnai thiA
sadi mein fark nhi krte tum beta aur beti meinC
Fr kyun abtk sirf ek bete ne hi apne maa baap ki chita jalaiD
Ling jaanch ko gerkanooni bnana hi tha to kyun hindu rivajo ne ek bete ki chahat jagai thiA
Kyu bete k hath se aagni dene pe hi maa baap ki aatma ko moksh milegaE
Bete ki khwahish rkhne wale maa baap ki umeedon ki tumne chita jalai thiA
sadi tk to sirf tumne ladkiyon k liye hi awaazein uthai thiA
Kya galti un maa baap ki h jinhone moksh k liye ek putr ki chah rkhli desh ki abadi to aise hi kisi se nhi sambhl rhiF
Zara sochkr dkhna ek bar kyun sirf beti k liye itne kanoon bnaye h kyun ling jaanch ko gerkanooni bnaya hB
Desh k us raja ne kyun apni praja ki khushiya mitai thiA
Ling janch krne wale doctoron ko gerkaanoni kaam btakr jail ki haway khilai thiA
Arey mujhe zara ye to smjhao desh k nabalikon ne kyu daaru sutte ki adat lgai thiA
Gerkanooni hokr b ganja sutta har college k bhar asaani se milta hB
Arey bhyii fr kyun sirf doctor ko bhagwan bnakr tumne uski hi lanka jalai thiA
Tumhe aagr krna tha ling jaanch gerkanooni toh kyu hindu rivajo ko itni manyta de daliA
Ek ghar m ek bete ki jrurt to sbko h arey bhyii maut k bd moksh ka haq b sbko hB
Sach kahu to dosto shi mayno mein aise ladkiyon ki awaaz h dabaiG
Warna kyun aj b shaadi k bad ladki ka sasural mein rhna deta h khusi aur khatakta h sbko ghar jamaiH
Tum baat krte ho saman adhikar kiA
Arey bhaiya kbhi toh ladki ko b haq do tum murdaghar jane kiA
Itne gambhir mudde pe kyu abtk kisi ne awaaz nhi uthaiA

Urvashi Kashyap
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 10/10/2020

Poet's note: #haq #equality #beta-beti #illegalthings #doctor #sexdetermination #bind #stuckbetweencheappeopple




Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Jeene Ka Haq poem by Urvashi Kashyap


 

Recent Interactions*

This poem was read 5 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets