Umeed! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AA BBBB BBBC DDDD EFFF EEEE GHHH AA

Khuli aankhein rakh kuch toh umeed hogiA
Band aankhein sapne dekh sukoon ki neend hogiA
-
Ladh Jhagad sambhal kar guzar rahe yeh haalatB
Kaun Kitni kya kiss zariye kare yeh vakalatB
Kaise shuru ki thi gir kar na uthne ki HimakatB
Mann mein josh Baaton mein Hosh aur meri Umeed ki TaakatB
-
Dil mein Umaang liye chale anjaan raasteB
Pahad jaisi manzil pahunch rhe thakte thakteB
Asaan na tha na hoga yeh safar katega larkharte larkharteB
Mushkilon ka hoga samna haaste haaste kyunki hum apni Umeed se pakkeC
-
Shuruwat mein samajh ke pare lage FaisleD
Na hi rukenge phir bhi the buland hosleD
Bhrastachari Dhokebaazi yeh sab na apne chochleD
Jo na samjh sake yeh baat vo Umeed se nikle khokleD
-
Karawaan yeh zari hua apne kadmo ke dum parE
Kayam tha maksad par mann mein sankoch aur thode numF
Yeh dastur hai kuch haasil karne ka is baat kya ghumF
Darr bhi tha Utsukta bhi Umeed kabhi na hui kamF
-
Darwaazo par dar dar jakar di PukarE
Din guzre raat guzre na kam hua yeh bhukharE
Mann mein Atal Vaadon se Satak Kaun ab mann le haarE
Pyaar Yaar Tyohar sab ek taraf the dusri taraf Umeed ka bohcharE
-
Kar lenge apna jo socha phir samjhaG
Ab chahe Tutte chetawani ka pahad mjhe na thamnaH
Shuruwat se dil mein thi ek chhoti si tamannaH
Ab toh chal hi diye hum Umeed apni saath phir kya hi darnaH
-
Khuli aankhein rakh kuch toh umeed hogiA
Band aankhein sapne dekh sukoon ki neend hogiA

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 11/13/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Umeed! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 7 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets