Paisa! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAAAAAAA AAAA BCCDDED AAAA CCCCFFFFC BBBBBDBBB AAAA GEEEEEEEHH AAAA

Sadko par chalte hue ek khayal ayaA
Paison ne mjhe tjhe aur kiss kiss ko na satayaA
Andar dil mein phir bhi sakoon na payaA
Itna paisa phir bhi usse pet na bharayaA
Ab tu soch tu insaan ya paison mein chipha ik saayaA
Us aur chal chala main dekha us bache ko na mil rhi chaayaA
Aaj bhi mann mein sawaal kya us din usne khanna khayaA
Insaan itna gir gya ab paise se hi sab moh sab mayaA
Par aaj bhi tu sampoorn na ho paayaA
-
Hai Dil mein dard chipaye kaun kisko ko batayeA
Paison ki barsaat mein ab insaan hi doobta jaayeA
Par tu soch itna paisa lekar tu kidhar ko jaayeA
Oh haaye Yeh paisa mjhe tjhe hum sabko tarsaayeA
-
Subha uthkar tyaar hum chaleinB
Khushi na vyaapar ki aur badheC
Un daar daar ki thokar se mann yeh sadheC
Par Paise itna pyaara bas badhte hi chaleD
Bhale Yeh zameen ke taale Insaan yun jaaleD
Lekin Paison ki pahad ke neeche hum yu daabeE
Ab sakoon itna isse ki khushiyan ki muskaan yeh dhaaleD
-
Hai Dil mein dard chipaye kaun kisko ko batayeA
Paison ki barsaat mein ab insaan hi doobta jaayeA
Par tu soch itna paisa lekar tu kidhar ko jaayeA
Oh haaye Yeh paisa mjhe tjhe hum sabko tarsaayeA
-
kahin toh insaan sadko pe so rhaC
Apni musibaaton ko waqt ke tarazu mein dho rhaC
Kahin tu manzilon mein apni manzil kho rhaC
Sapne dekh tu aaj bhi so rhaC
Kahin toh ghar paison se bharaF
Kahin insaan ko khana bhi bahut zaaraF
Kahin toh insaan bhagwan se bhi na daaraF
Kahin toh bas khaane ko bas haaraF
Yeh paisa kar dega humein tabhaC
-
Chalte hue ek din dekha maineB
Sadak kinare khel rhi do beheneB
Aankhon mein masti kapde purane peheneB
Pata nahi tha usne kitne ghum seheneB
Chala main us aur usko kuch keheneB
Pata chala dhund rhi thi ghar jisme vo reh leD
Ankhon mein ansun par lawazon se na keheneB
Kaha maine unko yeh Hassi hi hai tumhare gehneB
Darre na vo hosla rakhe Mazbuti ko bas iss tarah hi peheneB
-
Hai Dil mein dard chipaye kaun kisko ko batayeA
Paison ki barsaat mein ab insaan hi doobta jaayeA
Par tu soch itna paisa lekar tu kidhar ko jaayeA
Oh haaye Yeh paisa mjhe tjhe hum sabko tarsaayeA
-
Do roti ki zarurat Do bund paani ki zaruratG
Maine toh maana yeh hai kabul abE
Jab paisa utna hoga tabE
Khushiyo ko baate jhoom uthe sabE
Yaar paisa na tumhara na hi tumhara rabE
Yeh insaan sikhega kabE
Dusron ki liye khada hoga insaan bolega kuch labE
Tu thaan le kam karni paison ki talabE
Jahan tu dekha kisi bhi tarafH
Khushiyan hi ho bas har tarafH
-
Hai Dil mein dard chipaye kaun kisko ko batayeA
Paison ki barsaat mein ab insaan hi doobta jaayeA
Par tu soch itna paisa lekar tu kidhar ko jaayeA
Oh haaye Yeh paisa mjhe tjhe hum sabko tarsaayeA

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 10/22/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme

Previous Poem Fauji! Poem>>


Write your comment about Paisa! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 10 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets