Fauji! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAA BBBB ACCC DDEC FFFF DDDD AAAA AAAA

Baithe hue mantrayalaya mein zaari kia farmaanA
Padh Us khaat ko adhure rahe armaanA
Ma Baap ko dulara lagane dauv par apni jaanA
Chala desh ki hifaazat karne apna veer jawaanA
-
Veer toh chal diya lekar mann mein aashaB
Bhed bhaav ki un kamro ki kya samjhe vo bashaB
Maar mitna toh fauji ke dil ki abhilashaB
Is janam mein mar mitne ko tyaar umeed mein liye tashaB
-
Baitha Veer apna sardiyon ki chapet meinA
Yeh vyapar hai yeh kaala hi sabse khara safed haiC
Yeh Un kursiyon ka un lakeeron ka bhed haiC
Yeh bhram mein fauji reh sach kehna nished haiC
-
Himalaya ki chauti par khada liye tirangaD
Umeed uski desh rahe pavitra jaise paani gangaD
Usko kya pata yeh apni sarkaar ka hai dhandaE
Vo toh apni Zimevariyon ki bediyon mein bandhaC
-
Yeh Desh Vipesh Videsh ka pehne hue nakaabF
Kaun Kaun dega apne veer ki shaheedi ka hisaabF
Kursiyon mein baithe bas padh diye niyam ki kitaabF
Kaise koi samjhe apne faujiyon ka desh liye pyaar kar rha uske haalat kharabF
-
Shuru ho gyi yeh lakeeron ki jangD
Fauji apna dekh yeh Shadyantra hua dangD
Nakaab nikal bahar hua apna veer bhangD
Ladhne ko ab bhi tyaar par tann mann se vo tangD
-
Ladhe jaane ko kitni gayi yeh jaaneA
Yeh Safed kapdo mein khada hewan na apni galtiyan maaneA
Fauji ab bhi khaada sarhad par tiranga liye apna sinha taaneA
Vo na dhundta apni zimevairyon se paare hatne ke bahaaneA
-
Koi kabhi toh is haalat ko kare baayanA
Kahin toh koi unmein samjh daale vahanA
Fauji ne desh ke liye kurbaan kiya apna jahaanA
Ab koi toh usse kandha de ya ab bhi safed kapde waale na jaane lashe padhi hai kahanA

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 10/23/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Fauji! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 6 times,

This poem was added to the favorite list by 1 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets