Diwali! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAA BCCC BBBB DDDD AAAA

Phir aaya hai Diwali ka tyoharA
Umeed hai ho adbhut khushiyon ki bohocharA
Par sach bataun yeh ban chukha hai ek vyaparA
Andar diye jaale mandir mein ho rha diye ka dhandha baharA
-
Diwali lati Khushiyon ki RoshniB
Kahin ab nashe kar logo ko hosh nahiC
Yeh Bhagwan ka dhandha bana iske doshi kahiC
Deepak badayein ghar ki raunak chahe is aag mein hewaniyat sahiC
-
Mandir ke andar ho rhi Lakshmi Pooja vahanB
Bahar usi Lakshmi ki Izaat kare nilam ek insaan jaane kahan kahanB
Diwali thi nishani us waqt jab tha pavitra jahanB
Ab toh Paison ka zariya bana doob rhe Khamoshiyan mein armaanB
-
Bahar dikhawa kar bole Ram RamD
Andar Kalankit hua kare insaan gande kaamD
Apne karmo se kar rha yeh jhakmi bhagwan ka naaamD
Ab is Diwali Roshni toh hogi par Andher hogi Insaan ki har shaamD
-
Murtiyon ke aage kar rhe yeh sadkarA
Na kam ayi jo Usse utha phekein baharA
Yeh jeet jiski bhi ho Insaniyat ki hui haarA
Phir bhi mubarak ho tum sabko Diwali ka shubh TyoharA

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 10/25/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Diwali! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 3 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets