Badlav! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: ABAB CCCC DEEF EEEE GGGG

Kya banna chahoge tumA
Kaamyab ya Kaabil mein se kisko chunB
Khush rehna zaruri ya paise ke jungle mein ghoomA
Chehre hazaar ya Sach ki aawaz sunB
-
Haasil kar sab ya jo hai ussse milte rahaatC
Insaan banna zaruri ya Hewaniyat ki ChahatC
Jurm ke bistar par sona ya Sukoon ki leni karwaahatC
Jo chal rha hai chalne de ya kar tu bagawatC
-
Chahiye tjhe Pakwaan ya do roti ki khushiD
Chahiye Sansaar saara ya tu apne ghar mein sukhiE
Mann mein sab thik ya Dikhawat se ho rha dukhiE
Soch ko badal aur badlav se ho tu raaziF
-
Yeh Sansaar ki chaal kapaat mein sab fasse ja rheE
Yeh Sansaar ki kamchori mein sab bin matlab thake ja rheE
Yeh Sansaar ke boje taale sab jhoothe aansun baha rheE
Yeh Sansaar ke Jurm ko jaane ya anjaane sab bada rheE
-
Soch aur Sach ko apnana hai bahut zaruriG
Tabhi Yeh sach mein khush rehne ki umeed hogi puriG
Kaam kuch aisa kar jisse na reh jaaye Aawaz yeh adhuriG
Sar utha kar chal ab kar de dur yeh Sankoch ki kamzoriG

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 11/15/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Badlav! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 8 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets