Ehsaas! Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAB CCCC AAAB CCCC AAAB DD CCCC AAAB EEEF AAAB DDDD

Kitne hai EhsaasA
Har ehsaas hai kuch khaasA
Sab liye apne apne raazA
Hum aaj bhi karein uski matlab ki talaashB
-
Aaj mann bahut khush haiC
Dil ke tarazun mein bhaari aaj sukh haiC
Ab humare mann ka hassi ki taraf rukh haiC
Yeh is waqt ka apna raaz apna hi raaz haiC
-
Kitne hai EhsaasA
Har ehsaas hai kuch khaasA
Sab liye apne apne raazA
Hum aaj bhi karein uski matlab ki talaashB
-
Kyun aaj mann na khush haiC
Kiss baat ka mann mein dukh haiC
Aaj kiss taraf dil ka rukh haiC
Yeh dukh hai aur yeh aaj ka ehsaas haiC
-
Kitne hai EhsaasA
Har ehsaas hai kuch khaasA
Sab liye apne apne raazA
Hum aaj bhi karein uski matlab ki talaashB
-
Ehsaas ek kahani batataD
Sukh Dukh ki zubani kehlataD
-
Yeh aaj mann ko kya huaC
Krodh mein mann aaj vanchit huaC
Mathe ki shikhand liye aaj dil sankochit huaC
Yeh aaj ka ehsaas bahut mann mohit huaC
-
Kitne hai EhsaasA
Har ehsaas hai kuch khaasA
Sab liye apne apne raazA
Hum aaj bhi karein uski matlab ki talaashB
-
Sawaal hai aaj bahut saareE
Vichar mein aaj bahut tanav bhaareE
Aaj kuch faisla lene mein dil yeh haareE
Aaj ke ehsaas naam humein dhuvida mein daaleF
-
Kitne hai EhsaasA
Har ehsaas hai kuch khaasA
Sab liye apne apne raazA
Hum aaj bhi karein uski matlab ki talaashB
-
Ehsaas kahin saare mann batataD
Sawaal kahin hai jawaab ek na dilataD
Mann apne aap ko kahin chehre dikhataD
Kaun kab kaisa ehsaas hoga ab yeh toh Dil hi jaantaD

Sachin Bobal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 11/11/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Ehsaas! poem by Sachin Bobal


 
Best Poems of Sachin Bobal

Recent Interactions*

This poem was read 8 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets