Pyaar mein ab hamein needh nahi aati
Bas ek aadath hai jo nibhana padta hai
Aksar dil ki baat dil ko samjhana padta hai
Subah hone hi wali hai, Par wo hamari
In khwaishoon ko bhi suljhana padta hai
Na jaane kyuon hamein itni intezaar hai
Kareeb hoon unka intezaar karna padta hai