Sunkar jamane ki baatein
tum apni ada mat badlo
yaki rakh apni yakeen par
yu baar baar bharosha mat badlo
Yaroon ki batein masti hai nasha nahi
kuch der mein jhoomne ke liye
Sunkar jamane ki baatein
tum apni ada mat badla karo