Aaj bhi tumhe chahta hoon
Teri judai ka dard leka chalta hoon
Teri kami mehsoos har pal karta hoon
Wada jo tum thode saath rehna ka
Har pal yaad karta hoon maujoodgi ka
Lapata hoon thoota rehjaata hoon
Bikharne ke un fizaoon ke saath
jo wapas na aaye iss mehfil mein jo tha
Phir bhi hai nami inn aankhoon mein
sirf teri wada ke ehsaas diya huwa dard ke saath
Bikhara hoon in fizaoon ke saath