Humse koi galti ho jaye toh maaf karna
hum aapko yaad na kar payein toh maaf karna
dil se toh hum aapko kabhi bhulte nahi
par yeh dil hi ruk jaaye to maaf karna
naraz ho kar bhi naraz nahi hote
Aisi mera mohabbat hai tumse
Humse aisi galti ho jaye toh maaf karna