Ab tumse aur kya kehna hoga humne
Karna tha jo mein woh kar liya tumne
Kush khas tha ye jaan leti jo dillagi
kabhi meri nazar se dekha hota tumne
kis baat ka bas gham huwa mujhko
Thodi bhi koshish na ki mujhse tumne
Shayad rahun ya na rahun ye dillagi
Badla kabhi na ye mera faisla tumpe