Bekarar sa barkaraar se hoon aksar hone laga
Is waqt saath tujhe baho mein lena bekarar hai
Shayad tujhe dekh kar apna na bana na mushkil hai
Tera badan mom ki narmi, phool ki kali moti ki chamak
Masti mein mehak ne laga, josh mein khul ne laga
Jaatao hoon mein duniya se ye eshaas mein kehne
Aakhir aaj guzara mere pyara sa ek din unke saath
Manzil dikha, duniya nazar aaya ek saath the saam tak
Aye khuda shukriya tujhe mujhe mera pyaar apnaliya