Kaash hum dost sab saath hote
Waqt mein kisi ko bhichad na nahota
Har din jaise ek saath pal guzaarte
Padaiye kam karte aur masti bahut karte
Door kisi se bhi nahote ek saath hote
Qhisse hamare Dosti ke kam to nahi hai
Shayad dost ki kadar na jana hota
To mein inti fikr mein khud ko na pata
Marzi is khudrat ki door karke bhi
Hum sab ko saath laya shukriya us sooch ka
Jo bhi Hum hai...har ek ka Dost to hai
Kya gazab hota jab ye alfaaz hum sab ke hote
Aaj bhi tadap hai aakhir kab hum sab milenge