Zakm hote huwe bhi dard na jaanu
kitna door chalu mere hum safar tere bina
tu meri duniya bani sajayi aur jeena sikhaya
Aur khwab mein tujhe hi dekha karu
Ab akela mujhe chod kar kaha gayi mera pyaar