Uski har sangharsh ka piche ki ek wajha banha chati hua
Ma uski har ujjale karne wali ek bahti banha chati hua
Ish baat ka ushe barossa dilaane chati hua ki har muskil ka wakta ki ek sahara hua ma uski

Ish baat ka yakkin dilaane chati hua ki, ma uski kamazori nahi balki taquat banha chati hua

Jo chease andher ma bhi nahi dikhai dati ha, ma ush chease ki roshni banha chati

Sirf pyar karna sa kya majha, jab tak ush pyar barhi kahani ma kurbanhya na ho

Jamane sa darr kar , saath chorna kaam kayaro ka hota ha, ma tho uske hath ko andhere ma bhi pakad kar rakhna chaati hua

Ish baat ka ushe yaakin dilahane chati ki , ma uski kamazori nahi balki taquat banha chati hua

Ish duniya ka logo sa ma uske kandhe sa kandhe milahoo , itani wochai nahi ha mere ma
Par hamesha yaha koshis karungi,
Ush wochai tak ushe Pahochane ki,jaha tak ish duniya wale logo ka kandhe na pahoch pahe..

Ma uski kamazori nahi, balki taquat banha chati hua..............