Sath Tumhara Tha Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AAAAABCBCCB

Raat ke uss saye mai sath tumhara tha wo pal khai guzar naa jaye yeh hamei gawara naa thaA
raat ki chandi aur taro ki chao mai wo milan bahut payara thaA
Teri hotho ki muskurahat aur ankho ki najakat ka khehar kuch gehra thaA
us phli mulakat ka manzar kuch haseen thaA
kuch aisa laga jaise tu phley se hi kareeb thaA
par khawabo ko tutne mai bhla der kha lagti haiB
us panno pe likhi kahani ko hawa ka jhoka kuch iss kadar bikehr gayaC
tu bichaar ke bhi mere khareeb rahaB
is adhuri kahani ke charcho ne kuch yuh mashoor kiyaC
mehkhano mai raat guzarne pe mazboor kiyaC
tere ishq mai dil kuch yuh girftaar hua naa chahte huye b iss dafa bhi mai hi guhnegaar huaB

Pabalpreet Kaur
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 05/08/2019



Rate:
(2)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme

Previous Poem Zindagi Muskila Nahim Poem>>


Write your comment about Sath Tumhara Tha poem by Pabalpreet Kaur


 

Recent Interactions*

This poem was read 2 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 1 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets