Chalo Khel Liya Na Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: ABBABBABBABBABBABBCB BB

Chalo khel liya naA
Ab ye btaao meri baaton ko apne un vaado ko jhutlaa paogi kyaB
Apne jazbaato ko kisi aur ke lie bhi ab dikhla paogi kyaB
Chalo khel liya naA
Ab ye btao kisi aur ko bhi yu tadpaaogi kyaaB
Mere tute dil ke tukdo ko samet ke wapas kr paogi kyaB
Chalo khel liya naA
Ab ye btaao koi tmhaare saath aisa krk jae to seh paogi kyaaB
Aur in sb ke bad bhi apne jazbaato ko duniya se chupaa paogi kyaaB
Chalo khel liya naA
Ab ye btaao behte dariyo me dubte ashqo ko pehchaan paogi kyaaB
Tut te taaare ki girte zameen ko dhundh paaogi kyaB
Chalo khel liya naA
Ab ye btao waqt e mahshar me dil todne ka hisaab de paogi kyaB
Khudaa se apne in gunaaho ki maafi kraa paogi kyaB
Chalo khel liya naA
Ab ye btaao vo waqt vo baatein vo hansi vo ladai vo nakhre vo raatein aur un jaazbaato ko bhula paaogi kyaaB
Apne dil ko ab patthar dil banaa paogi kyaB
Chalo choro ab htaao bhiC
Khel liya to khel liyaaB
Ab ye btaao lautkar wapas aaogi kyaaB
Mujhse mohabbat dubara nibhaaogi kyaaB

Osama Yusuf
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 05/27/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme

Previous Poem Next Poem


Write your comment about Chalo Khel Liya Na poem by Osama Yusuf


 
Best Poems of Osama Yusuf

Recent Interactions*

This poem was read 0 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets