Yaadein Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: A B B B B C C C C

Jab khud k sath waqt bitaya maine bachpan ki hasin kashti pe betha khud ko paya maineA
-
Khud k sath waqt bitaya aur chnd palo mai yaado ka selab sa umad aayaB
-
Bachpan ki baate jawani ki kahani ek anokhe modh pe nazar aayiB
-
Kuch baate ankahi rah gai kuch nagme ansune reh gayeB
-
Bachpan ka rona jawani mai aasuoo mai tabdil ho gayeB
-
Chikhne chilane aur zoro se rone ka man kai baar kiya karta hai siskiya bhar k rona aaj bhi man ko bhaya karta haiC
-
Bachpan mai jo anshu dikhaya karte the aaj unhe apno se chupana padhta haiC
-
Bachpan k kai hasin pal aaj bhi yaad aate haiC
-
Badhe pyar se dil ko chu jate hai yaado ki kashti mai ek pawan ka jhoka de jate haiC

Neha Agrawal
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 10/20/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme



Write your comment about Yaadein poem by Neha Agrawal


 
Best Poems of Neha Agrawal

Recent Interactions*

This poem was read 6 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets