Baad madat bhe Tera khayal Dil main sambhal Ra hai
Tu mjh s sawal Kare gar main n jawab tayar rakha hai
Mili ti jab Nazar s Nazar Howa muskurahat ka tabala
Main n us ak lamhe pe Zindagi ka sadqa urat rakha hai
Ho Mera bhe ak aasheyana teri bahaun k hesar main
Yh khuwab kab s Meri aankh n sambhal rakha hai
Chalo churo roth jao to gar tm ko km lagti hai Meri muhbbat
Main bhe muhbbat ki had m hun eshaq Tak ka Safar sambhal rakha h
TM main m mjhe main tm Mera takhalos hai emaan
Meri shanasai tm s dunya n yh ezaz Kamal rakha h