Zindegi ne kyon esa gam diya,
Ki chah ke bi me Na mitapaya.
Jab bhi chaahaa wajaah dhundna,
Kyon kabhi kuchh Na paayaa.
......
To jine ki maksad hi kya,
Jiske liye Maine aaj tak rota aaya.
To jine ki maksad hi kya,
Jiske liye Maine aaj tak rota aaya.
.....
Kya wo wajaah tujhe hai pata,
Ya phir tu hi hai wajaah ka pata.
Agar tu hai mera gam ka wajaah,
To sirf ek baar wapas aaja,
Aur khudse ye baat kubul karke chalazaa.
Nahi chahti agar mujhse milnaa,
Kabhi bi mat aanaa,
Kyon ki mujhe nahi hai tera dil dukhana.
.......
To phir jine ki maksad hi kya,
Jiske liye Maine aaj tak rota aaya.
To phir jine ki maksad hi kya,
Jiske liye Maine aaj tak rota aaya.
To phir jine ki maksad hi kya,
Jiske liye Maine aaj tak rota aaya.