Khud ko akela na samajhna kabhi kyoki
akelepan me bhi parchhai ka Sahara Mil hi jata hai...
Jindagi me tufano se mat darna kabhi , Kyoki
Her Tufan ke baad lehero ko bhi kinara MIL hi jata hai...
Dhokha dene wale Hazaro honge dunia me, per
Aansu puchhker jina sikhane wala koi MIL hi jata hai...