Zindagi K Talaash Mai Nikley Hum Poem Rhyme Scheme and Analysis

Rhyme Scheme: AABBA CA BA BBBBB CCABB BDDD C EBBCCAA DBFBCGCBCG HIB EBB AGA CDCJCHHA GHHBADABHHA HHEKK K CDA G HHHH HHHHHHH AHHH H H HAAACEGBA CCCCA ALHL GH GMMM ACA AAML

Zingadi ki talaash mai nikley humA
Ghum ko pehchaan ne mai nikley humA
Khushiyo ka intezaar rehtaB
Kisi k saath ka pukar rehtaB
Akelepan see tarastey kisi ka dedaar ko tarastey humA
-
Zindagi ko na samjheC
Sawaal ka jawaab dete dete thak Gaye humA
-
Naam hi nahi gunjtaB
Sapne tut te hue dekhe humA
-
Yaha harr ghadi kaantey jaisa lagtaB
Dusre humse Pyaar kartey ya nahi ye sawaal rehtaB
Mere apno ko khone ka dar rehtaB
Sawaal tho ye b hai k jis tarah hum dartey k vo Hume chod na deB
Kya vo log b humse itna Pyaar kartey k vo b hai Iss dar Mai jeeteyB
-
Zindagi ne Aina dikhaya haiC
Dard aur takleef humne paya haiC
Ehsaas hua k Pyaar ko tarastey hai humA
Sirf hum hi hai Jo apno ko khone ka dar rakhteyB
Ye tadap Dil Mai ghaav le aata bhot ankahi baatein chod jaataB
-
Kaun apna hai kaun paraya ye sawaal chod jaataB
Hai koi yaha jisse hum apne Dil ki baat Kar paayeD
Hai koi yaha Jo Hume samajh paayeD
Itne baras nikaal Diya khudne khudhko hi sambhala liyaD
-
Kya sachme yahi Zindagi haiC
-
Dil see ichaayain Ana bandh hogaiE
Bahar nikalne ka Mann nahi kartaB
Khelne kudne ka Mann nahi kartaB
Yaha yahi sikha k Pyaar pana ka preriqusite khoobsurat rehna hai amir hone mai haiC
Pyaar Mai sharth hai Pyaar Mai responsibility haiC
Pyaar yaha ek tarfa Kiya humne isliye haar Gaye humA
Jinhe Chaha unhe tho khabar Tak nahi k Dil hai De baithe humA
-
Vo Hume Iss kadar nafrat Kar Gaye k Dil Dena tho dur ki baat dosti ka rishta rakhne ko namanjur Kar GayeD
Dil dukha tha bhotB
Hazaro k bhid Mai jab choda tha unhone hamara saathF
Aansu aane hi vala tha aankho seeB
Tab Dil ne kahaC
Kyu Rona bhari Sabha Mai jaha koi na hai hamaraG
Aansu dekhne ka haq sirf khudko haiC
Deserving b tha vo aansu kyuki khata hamari thiB
Kohinoor ko apna samjhaC
Jisko paane ki na aukaat thi hamariG
-
Sahi hi Kiya hoga unhoneH
Aaj vo hai b KhushI
Hum ab b talaash Mai Kyu hai butB
-
Ghum hai chirta Dil koE
Chillla chillla k rone ka hai Mann kartaB
Kyu vo Hume chod Gaye ye puchne ka Dil kartaB
-
But reality Mai hai na jeetey humA
Jaantey k ye haq nahi Hume k hum unhe sawaal KareG
Galti Jo hamari thi apne aukaath see upar ka sitara paane ko Jo chale humA
-
Aitbaar hua yakeen huaC
K hum na bane Pyaar k liyeD
Na hum bold haiC
Na hum beautifulJ
Na hum Mai vo AdaC
Na hum Mai vo hussanH
Hum nahi yaha kisi k liye baneH
Koi nahi Jo Hume paane ki aarzo hai liye ghumeA
-
Jab Tak Dil Mai dard tha gehraG
Unko hi galat ManaH
Jab reality ka saamna huaH
Akal aai k galti hamari thiB
Jis raastey k liye na hai bane humA
Kyu usko paane ki khwaaish KiyaD
Koshish Kar Gaye humA
Ye tho hona hi thaB
Vo galat nahi Jo unhone Hume apnaya nahiH
Koi gila koi sikhwaa nahiH
Dua hai bas k vo aur Baki log Khush rahe Zindagi Mai unka Pyaar na ho kabhi KamA
-
Humara soch ab rukne laga haiH
Waqt b thamne laga haiH
Jitna Jana hai ab TakE
Iss ehsaas ko akela pan hai kehtey sabK
But nahi hai aarzo isme Jine ka abK
-
Kash soch k saath Dil ruk jaaye abK
-
Ab nahi Raha jata Iss Sach ki Zindagi Mai Jo sirf aasu hai detaC
IsliyeD
Khwaab ki duniya hai sajaya jaha jhut hi sahi Khush tho rehtey humA
-
Ye khwaab Mera bhot alag hai asal Zindagi see mereG
-
Yaha kisi ka intezaar nahiH
Yaha kisi ka sawaal nahiH
Yaha akela pan nahiH
Yaha Jo b hai bas sab Pyaar hi Pyaar haiH
-
Yaha kisi ko pukaar ne ki jarurat nahiH
Yaha kisi ko samjhaane ki jarurat nahiH
Yaha khwaaish Karne ki jarurat nahiH
Yaha bas Pyaar hai jo ek anmol sa haiH
Khaas haiH
Jisme koi do raahe nahiH
Koi pabandi nahiH
-
Yaha b hai sangharsh kartey humA
But koi hai yaha Sahara Dene valaH
Kando pe Mera sar lene valaH
Mere aansu hai pohcne valaH
-
Duniya see zayada mujhe samjne valaH
-
Saath har dum nibhane valaH
-
Yaha saath Jo mila vo keemti haiH
Unke saath see sapne dekhne lage humA
Chizo ko samajhne lage humA
Pyaar k ehsaas ko Jine lage humA
Saath unka Kar kathinai dur kartaC
Hosla deta har mushkil ko saamna Karne kaE
Kabhi kabhi koshish dugni hoti hamariG
Unke saath Jeet ka jashn kabhi manatey hum thoB
Kabhi haar Gaye tho usme b maza le le te humA
-
Aankho Mai basna Kya hotaC
Bin bataye Pyaar Kya hotaC
Rishta nibhaya kaise jataC
Khushi ko paya kaise jataC
Ye hai Sikh laya unhone HumeA
-
Ab Dua yahi k ISS khwaab see na lautey humA
Yhi bithe Zindagi Ka har palL
Unke sang tho ghum see b koi shikayat nahiH
Kuch chaha agar na mila us chiz ka koi na shikwa kyuki vo hai sang hamare jinka saath deta hai sab dukh dard bhulaL
-
Log kehtey ye khwaab jhut hai hamara veham hai hamaraG
Nahi jaantey khushiyon ko khojtey khojtey khwaab hai banaya humneH
-
Khwaab Mai rehna majburi hai hamaraG
Yaha see nikley tho vahi hai laut jayengeM
Aur sirf apni pehchaan hai talaaashne Mai lag jayengeM
Har sawaal ka jawaab hai dete rehjayengeM
-
Ab nahi himmath k asal Zindagi Mai lautey humA
Plz Hume yahi rehne doC
Jhut hi sahi ISS khwaab ki duniya Mai hai khul k jeety humA
-
Jhut hi sahi kisi k saath hai rehtey humA
Dukh hai yaha but unke sang muskuraatey humA
Qubul hai Hume ye jhut ki ZindagiM
Kyuki yaha dhoka nahi sirf saath aur Pyaar hai basa har palL

Aruljodi George
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 03/13/2019



Rate:
(1)



Poem topics: , Print This Poem , Rhyme Scheme

Previous Poem Next Poem


Write your comment about Zindagi K Talaash Mai Nikley Hum poem by Aruljodi George


 
Best Poems of Aruljodi George

Recent Interactions*

This poem was read 6 times,

This poem was added to the favorite list by 0 members,

This poem was voted by 0 members.

(* Interactions only in the last 7 days)

New Poems

Popular Poets