internetPoem.com Login

Udaan

Neha Agrawal

Daudhne mai ab maza nahi,dil ab parindo ki tarah udaan bharna chahta hai.
Rukne ka ab man nahi,dil ab toofano mai saer karna chahta hai.
Aasan to kuch bhi nahi magar,dil ab naamumkin ko apna dost banana chahta hai.
Todh do inn bediyo ko,dil aaj ek uchi udhan bharna chahta hai.

(C) Neha Agrawal
10/20/2019


Best Poems of Neha Agrawal