Chote-chote kadmo se duniya naap le,
dekha tha jo mere liyeh sapne aapne,
ashma k uchaiya ko chu na paaw maa ,
paar janaton ka shair mai apko karaunga,
ajib - ajib harkaton se apko sataunga ,
jo ruth jayeh aap mujse ,
mai aapko manaunga ,
apka woh khilkhi latey hue chehrey mai ,
kabhi aanshu na aane dunga ,
aapki taraf badti har mushibatoon se,
main laad jaunga...
laad jaunga ush khuda se bhi ,
jo aapko mujse chinne ki jurrat karey..