Pal Aur Yadey

Gujar jate h khoobsoorat pal musafiro ki tarah ,
Yado ke pal vhi khade rah jate h ruke palo ki yado ki tarah ,
Ek pal ki yad ka khwab umar bhar ke sabhi haseen palo me har pal aata ,
Magar , Vo pal fir or kisi pal nhi aata !
Vo pal fir or kisi pal nhi aata !

Or pal pal the tarse jis pal ke liye vo pal bhi aaya to bs kuch pal ke liye ..... 2
Socha jee lu us pal ko behatreen bna kr ,
Socha rakh lu us pal ko palko pe bitha ke jindgi ke har khusnuma pal ke liye ,
Par vo bhi kha ruka jyada pal ke liye ,
Pal tha , vo pal kuch hi pal ke liye !
Kuch pal ke liye !

Sanjay Kushwaha
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 05/27/2019 The copyright of the poems published here are belong to their poets. Internetpoem.com is a non-profit poetry portal. All information in here has been published only for educational and informational purposes.