Door Hai

Mein jitni kareeb hoon Tu mujhe se door hai
Jistni aasmaan aur zameen ke doori hai
koshish meri poori hai teri fasle door ki
chahat hai ya majboori ki faasle adoore hai
mein khudgarz nahi tha kaise batao
zindagi mein bas tu hi hai par tu kab samajh saki
lamhe babhut hai mauke bahut kam hai
alfaaz chote hai sarhad bade door hai
phir se ajnabi hai tum ho ya mein hoon
itni kami hai is zindagi ki kahani mein
aye khuda teri is tarkeeb bahut nirali hai
mein jitni kareeb hoon tu mujhe se itni door hai

Rensha
(C) All Rights Reserved. Poem Submitted on 05/21/2020 The copyright of the poems published here are belong to their poets. Internetpoem.com is a non-profit poetry portal. All information in here has been published only for educational and informational purposes.